Tum sirf khud ko tanha mahsus karte ho Tanha logon se abhi mile nahi ho shayad, Ik baar zindgi se ru-b-ru hokar to dekho Zindgi sikha degi ke tanhai kya hoti hai
Zakham muskuratay hain ab bhi teri aahat per Dard bhool jaatey hain ab bhi teri aahat per Teri yaad aaye to neend jaati rehti hai Chaand muskurata hai ab bhi teri aahat per Ab bhi teri aahat per aas lout aati hai Ashk hum bahatey hain ab bhi teri aahat per.
Ae Jaan Meri Yaado Ko Tu Dil Mein Basaa Lena.. Badnaam Na Ho Aansu Daman Mein Chupaa Lena.. Mein Yaad Agar Aau Toh Bharna Na Kabhi Aahe.. Tu Meri Nishaani Ko Seena Se Lagaa Lena.
Meine dariya se seekhi hai paani ki parda daari.. Upar se hanste rehna aur gehraaiyon mein ro lena..
Kya kya Tere Naam likhon. . .? “DIL” likhoon k “JAAN” likhoon? Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . . ! Apni har Khushi Tere Naam Likhoon.
Mery Qareeb Nahi Mjhse Juda Bhi Nahi, Yeh Raz Magar UnPr khula Bhi nahi, Suna Hy UnKo Pasand Agai Hay Khamoshi hamari, Is Khayal Say Hum Ne Kuch Kaha hi nhi...
Isi khayal main guzri hai shaam-e-dard aksar K dard had say barhay ga tou muskura doon ga
Har Wada-E-Wafa Ko Bhulane Ka Shukriya, Dewana Kar Ke Aankh Churane Ka Shukriya, Hum Jante Thay Aap Ke Qabil Nahi Hain Hum, Kuch Roz DiL Ki Aas Barhane Ka Shukriya.. !!
Bina Dard Ke Aansu Bahaye Nahi Jate, Bina Pyar Ke Rishte Nibhaye Nahi Jate, Zindagi Me Ek Baat Yaad Rakhna, Kisi Ko Rula Ke Apne Sapny Sajaye Nahi Jate
“Hum Agar Rote Hain To Ansu Nahi Girte“ “Hum Agar Hanste Hain To Khulke Nahi Haste“ “Hume To Aadat Hai Apna Dil Dukhane Ki“ “Agar Aisa Na Hota To Har Ajnabee Ko Apna Na Samkhtey“
Zindagi sabko milay zaroori to nahi, mohabat sabko milay zaroori to nahi. Kuch log bahut yaad aate hain, woh bhi hume yaad kare zarori to nahi.....
Be-khuloos logo’n se Ijtinab karna hay Mujhy apne rishto’n ka Ehtisab karna hay Usay bhool jana hay ya Usay yaad rakhna hay Dukh tou ek jesa hay bs Intikhab krna hay
Lafzo ki tarahn yado ki kitabo me milenge, Ya banke mehak apko gulabo me milenge, Milne k liye humse ae dost zara thik se sona, Aaj hum aap se khwabo me milenge..
Main sir k bal gira tha, gunahon k boj se.. Duniya samjh rahi the k sajde main para hai.. Sajde main jab gaya to Logon ne yeh kaha.. Zalim ne itni pe hai k madhosh para hai..
kuch is tarha meri ankhon mein basey hein Ansu Hont chup hein to zuban ban k sajey hein Ansu, khud hi dey kar meri Ankhon mein yeh sarey Ansu Poochti hai key bata kis ney diye hein Ansu.
aapko beshak hoga bahar se shikwa ky kanty hi bhar diye usne gulo ki qatar mein. hum to yeh soch kar hi khush ho lety hy chalo kanto ki kismat mein bhi koi phool likha bahar ne.
Tmhen hamari belos wafain yaad aain gi, jab hum teri zaat k sehra se nikal jauin gy.
Un PHULO se kya dosti karoge.. Jo ek bar “KHIL“ Aur “MURJA“ jaye, Dosti ham jese “KANTO“ se karo jo ek bar “CHUBHE“ Aur baar baar yaad aye
1.larki rozana gali se gzra krti thi us k chere pr nqb howa krta tha. 1 lrka us pr mrta tha shayd wo usy dil se chata tha. 1 din lrki ne os lrke k prosi se pocha to usny btya ap ko any mai der ho gai us dewane ki 3 dn phele hi mot ho gai. prosi ne apna frz nibhya lrki ko qbr tak le aya!lrki qbr pr rone lgi. apne ansuon se qbr ko dhone lgi tb qbr se awaz ae. Ae KHUDA YE KESA INQALAB AYA. AJ MAI PARDE MAI HON OR MERA MEHBOB BENAQAB AYA.
Kadam u hi dagmaga gaya raste se, Warna sambhalna hum bhi jaante the. Thokar bhi lagi to us pathar se, Jise hum apni JAAN mante the.....